Kabhi kabhi toh ye bhi khwabh satata hai ki uske aage kya hoga
Gar khwabh poora he ho gya toh kya hoga

Ganimat hai ki kabhi kisi ko mukamal jahan nhi milta
Zara socho gar mil gya toh uska kya hoga

Philal ye baat se he hai tassali
Ki gar hogaya ye khwabh poora to ek khwab naya hoga

Kabhi kabhi ye khayal bhi aata hai
Ki na he poora ho toh bhala hoga

Phir sochta hoon ki pichli baar kya hua tha
Woh hua poora tabhi toh ye khwabh hua tha

– Apoorvo (nadaan)


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *